Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

How To Solve Upload Photo Your Self Problem On Facebook Instantly | 2020

How to solve upload photo Your self problem on Facebook instantly 2019
upload photoself se instant facebook Recover kaise kare-Namskar dosto Aap sabhi ka facebook tricks ki is tutorial me ap sabhi ka bahut-bahut swagat hai aaj ham fir se apke liye ek behad hi helpful article apke liye laye hain Aaj ka hamara topic hai upload photoself se turant facebook id ko thik kaise kare.


How-to-solve-upload-photo-self-problem-on-Facebook-instantly


Friends aaj ham Sabhi log facebook use karte hai muje lagta hai world me 60% log facebook user hai sabhi log sirf facebook chalana jante hai aur usme aane wala problem  ko solve karna nahi jante aur unhi problem ka solution Tekonly apke liye lata hai taki apko koi facebook use karne me taklif na ho vaise hi aaj ham  facebook me ek khas problem ki solution ki bat karenge jiska name hai fb upload photo yourself ye problem 2017 ke suruwat me najar aayi thi jo fb ka naya update tha is update me aapki fb id block ho jati hai or isme aapko apni photo upload karke apni id ko kholna hota hai but kai baar fb wale ye confrim nahi kar pate ki ye id sachme aapki hi hai ya aap fake id ka use kar rahe hai isliye wo aapki id ko open nahi karte isliye aaj ki post me ham yahi janenge ki facebook photo upload yourself ki problem kaise fix kare jald se jald.

friends agar ham facebook ke community's  standard se bahar koi bhi facebook me kam karte hai to facebook hamara account ko photoself par bhej deta hai aur jab hm koi bhi photo upload kar dete hai to vo 24 hour ya 48 hour ke bad again open hota hai esliye aj ham turant photo upload karke facebook open karna sikenge sirf achhe se es article ko upar se niche tak achhe se padhe sabse pahle hm jante hai ki-

Photoself par facebook kyu chala jata hai:-

Har chiz ki tarah facebook me kuch limits hai aur agar ham us limits  ko cross karte hai to hamara facebook account photoself par chala jata hai 
to chaliye jante hai kya-kya na kare ki facebook photoself par na jaye.

• Jyada link share na kare
• Kahi par bhi jyada comments na kare(bahut se fighter facebook par ghum rahe hai vo fight karte time bahut comments karte hai jisse unka id photoself par chala jata hai)
• Ek din me Bahut jyada post na kare (approx 2-3 thousands)
• jyada logo ko ek din me friend request na bheje
• kisi dusro ko fb account par bina faltu ka report na kare(ajkal aise bhi photoself par chala jata hai)

Dosto in sabhi reasons ke karan facebook photoself par chala jata hai to chaliye jante hai -

Instant photoself se facebook thik kaise kare 2019

photoself se instant apne facebook account ko recover karne ke liye niche diye gaye guidline aur tips/step ko dhyan se padhe taki apka account turant recover ho jaye.

Now Follow these Steps:-

STEP1:- Sabse pahle play store se Hola Vpn ya Tunnelbear Vpn download kar le (mai recommended  karunga tunnelbear hi use kare but both are best)

STEP2:- Ab use open karke Netherland Proxy laga len.


STEP3:- Ab facebook ko open karke photo upload karna hai.
[Most important]

Note:- Ab bat aati hai photo kaisa hona chahiye taki instant recover ho jaye.

Photoself se instant facebook recover karne ke liye main system hai photo achha hona ab bat aati hai achha matlab kaisa?

Apka jo bhi photo upload karenge vo photo 4K quality  ka hona chahiye aur vo 1400pixcel ki honi chahiye tabhi apka facebook instant recover ho payega aisa photo apko google me mil jayenge vaha se download karke upload kare ( ya to acchi quality me apni photo khinch kar upload kare).

STEP4:- Ab photo upload karke submit  par click kar den
Aur fir refresh karke apne facebook account ko open karke use kare 

friends ye tricks behad hi kamaal ki hai ises trick ki help se ab 2000+ logo ne apna facebook thik kiye hai iesliye muje laga Aap logo ke sath share karna chahiye.

to friends agar aapko ye article accha laga ho to apne dosto ke sath share jaroor kare taki unhe bhi isse kuch help mil sake aaj ki post: How To Solve Uupload Photo Self Problem On Facebook Instantly 2019

Reactions

Post a Comment

0 Comments