How To Increase Facebook Comment & Likes 2019 | Fb Unlimited Likes & Comments With Autoreaction.com (Facebook pic me comment kaise badhaye) - Hi friends aap sabhi ka hamare official blog Tekonly par bahut-bahut swagat hai aaj main apke liye ek facebook se related behad hi majedar trick apke liye laya hu Jiski madad se aap apne facebook pictures par unlimited comment or likes badha sakte hai muje ummid hai ye method apko bahut pasand ayega.
Ham sabhi jante hai ki facebook picture par comment kitna important rkhta hai ham jo bhi picture post karte hai agar uspe comment na aye to achha pic bhi khud ko bekar lagne lagta hai to esliye aaj main is article me apko unlimited comment badhane ki tricks btaunga.
Ye tricks use karne me behad hi easy hai apko pahli bar thora difficult lagega fir ek bar use kar lenge to apko bahut hi easy lagne lagega.agar ap apne pic par unlimited comment badhana chahte hai to aap niche diye gaye steps ko follow kare aur article ko dhyan se padhe taki achhe se samaj paye aur sabhi method ko achhe se follow kar sake.
Facebook me unlimited comment & Likes kaise badhaye:-
STEP1:- Sabse pahle chrome browser ko open kare (Ap koe bhibrowser open kar sakte hai but mai apko reccomnded karunga chrome browser hi open kare)
STEP2:- ab google me "Autoreaction.com"search kare (apko direct autolike ke official site milenge)
STEP3:- ab aapke samne kuch option dikhenge usme se login par click kare
STEP4:- fir apko email/phone no. Aur password fill karne ka option milega usme apna id aur password fill kar den (Kuch bhi galat na dale apna id pass hi dale) generate token par click kare
STEP5:- Ab ap niche slide karenge to apka token generate ho chuka hoga usko copy karke niche paste kar de aur login par click kare
STEP6:- uske bad login par click kare aur fir apke samne kuch ads aayenge bich me Click here to continue ka option milega uspe click kar den.
(Ab ap puri tarah se comment badhane liye login ho chuke hai.)
STEP7:- Ab niche slide karenge to apko auto commenter ka option milega uspe click kar de jese aap screenshot me dekh sakte hain
STEP8:- Ab aap jo bhi picture/photo/ststus/video par comment karna chahte hai usko select kar le aur send comment par click kar den.
STEP9:- Ab ap jo bhi comments chahte ho likhe aur send comment par click kar den aur limit 60 hi rakhe jese aap screenshot me dekh sakte hain
to is prakar aapki facebook photo par comment or likes badh sakte hai ye method behad hi easy hai use karne ke liye
Term&Condition
• sabse pahle apki FB ID Par sabhi public post public hona chahiye (otherwise ek bhi comment nahi badhega)
• Jab bhi account login kare dhyan rakhe ki email/password sahi fill kare other wise apka facebook confirmed your identity par chala jayega
• Aap ek bar me 60 comments hi badha sakte hai
• Aap ek bar comments badhane ke bad aur comments badhana chahte hai to Aap 15 minutes ke bad hi use fir se use karke comments badha sakte hai.
To friends i hope ap sabhi chiz achhe se samaj gaye honge agar fir bhi koi problem hoti hai to niche comments kare.
aur agar ye article pasand aya ho to apne dosto ke sath share karna na bhule aaj ki post: How To Increase Facebook Comment & Likes 2019 (facebook par likes comments kaise badhaye )
Agar Aapko Post Acchi Lagi Ho To Ise WhatsApp, Facebook Par Share Kare
0 Comments
If You Have Any Doubt. Please Let Me Know